Sunday, February 28, 2010

Holi SMS- Happy Holi

Apke sare gum khushiyo me toldu,

Apne sare raj apke samne kholdu,

Koi Mujse pehle na bolde,

Isliye pehle hi apko ,

"Happy Holi" boldu

Wednesday, February 17, 2010

Hindi SMS Shayari - 3 idiots

3 idiots dekhake Uncle or Aunty soch rahe hai

Shayad fir se woh

Tasvir mil jaye

Jivan ke sab se hansi

Woh pal mil jaye

Chal fir se baithe

Class room ki last bench pe

Shayad vapas aapne

Purane din mil jaye . . .

Gujarati Shayari - Jyare hase chhe

Jyare jyare ae hase chhe

Ena gal ma khada pade chhe

Hun betho betho jou chhu

Mara sivay ae khada ma

kon kon pade chhe !

Monday, February 15, 2010

English SMS Message - GOD

When we take we may get little but

when GOD gives...

HE gives us more beyond our expectations...

More than what we can hold..!!

Hindi SMS shayari -Ma Bap

Apni juban ki taqat us MAA-BAAP par mat aajmao

Jisne tumhe bolna sikhaya hai...

Es sms ko itna failao jitni tumhe apne parents se mohabbat hai..

Friday, February 5, 2010

Emotional Love Shayari - Kya paya

Tootkar chaha jise vo lotkar aaya nahi,

Mere dil ko uske siva koi or bhaya nahi,

Pyar ki saudagiri me ham barabar rahe

Usne kuchh khoya nahi aur

Humane kuchh paya nahi

Wednesday, February 3, 2010

Love shayari SMS - Love

Sometimes we make love with our eyes.

Sometimes we make love with our hands.

Sometimes we make love with our bodies.

Always we make love with our hearts.

Friday, January 29, 2010

Hindi Love Shayari - Jab Door rahu


Jo main na rahu, aankhon main aansoo na bahana tum

Is dil pe hai bas nam tumhara, yeh yaqeen rakhna tum

Main hoon tere sath, tu meri hai mere har qadam

Door ho kar bhi kahan ek doosre se hain door hum

Thursday, January 28, 2010

Life SMS - Reality of life

When u need 'Advice'

Everybody is ready

to help ....

But when u need 'Help'

Everybody is giving u 'advice'

Sunday, January 24, 2010

Funny SMS - Refresh

Hi....

This SMS will refresh your brain in next 5 seconds..

5...
4...
3...
2...
1...
0...

ERROR...

BRAIN NOT FOUND !

Funny Message - King

Cum like a horse,

sit like a thief,

and

go like a king.

THIS SLOGAN WAS WRITTEN ON A TOILET DOOR !

Gujarati SMS - Kem Chho

Kem 60 ?

Maja ma ?

Tabiyat OK ?

Baki Anand ma ?

Angutho nathi dukhato ne ?

Aankh Kan OK ?

Mind OK ?

To pa6i SMS karo ne ?

Msg karta hath dukhe 6 ?

Funny friendship sms - cold

Do bar Lips pe

Do bar Gal pe

Ek bar Mathe pe

Do bar Aankho pe

... cold cream lagana mat bhulana !

winter aa gaya hai...

Sunday, January 18, 2009

Funny Sms- Soochna

Vishesh Soochna:
Aaj Ka Taapmaan 47 Degree Rehne Ki Sambhavna Hai,
Kripya Dimaag Wali Jagah Par Baraf Laga Kar Rakhein
Kyunkein BHUSA Aag Jaldi Pakadta Hai.....

Tuesday, January 13, 2009

Love Sms- Mehrbani Raab Se

Mere Raaba Baas Tu Utni MeharBani Kar De,
Dil Ye Mera Tu Paathar Kar De,
Seh Na Payenge Hum Judai Unki,
Rubast Se Pehle Daafan Kar De.......

Love Sms- Pyaar Bhari Shayari

Kaash Aisa Ho Ki Tumko Tumhi Se Chura Lu,
Vaaqt Ko Rokkar Vaaqt Se Ek Din Chura Lu,
Tum Paas Ho To Raat Se Ek Raat Chura Lu,
Tum Saath Ho To Us Jaha Se Ek Jaha Chura Lu....

Love Sms- Mohabbat Bikti Hai

Mohabbat Bikti Hai Yaha Ishq Nilaam Hota Hai,
Bharose Ka Katal Yaha Khule Sam Hota Hai,
Zamane Se Thokar Mili To Chale Hum Maykhane Ki Aur,
Aur Vahi Zamana Hamein "SHARABI" Ka Naam Saare Aam Deta Hai......

Monday, January 12, 2009

Love Sms- Ishq Ki Pehchaan

Sirf Ishara Mein Hoti Mohabbat Agar,
To Un Alfazo Ko Khubsurti Kaun Deta?
Bas Pathar Bankar Reh Jata Tajmahal,
Usse Ishq Ki Pehchan Kaun Hota?

Love Sms- Naya Saal

Gulne Gulshan Se Gulfan Bheja Hai,
Sitarone Aasma Se Salam Bheja Hai,
Mubarak Ho Aapko Ye Naya Saal,
Tahe Dil Se Humne Ye Paigam Bheja Hai....

Love Sms- Pyar Par Bharosa

Hume Aapne Pyaar Par Vishwas Hai,
Aap Dur Hokar Bhi Hamare Paas Hai,
Kuch Der pehleMaut Bhi Aakar Chali Gayi,
Boli Tere Mohabbat Ki Dua Tere Saath Hai.....