Sunday, January 18, 2009

Funny Sms- Soochna

Vishesh Soochna:
Aaj Ka Taapmaan 47 Degree Rehne Ki Sambhavna Hai,
Kripya Dimaag Wali Jagah Par Baraf Laga Kar Rakhein
Kyunkein BHUSA Aag Jaldi Pakadta Hai.....

Tuesday, January 13, 2009

Love Sms- Mehrbani Raab Se

Mere Raaba Baas Tu Utni MeharBani Kar De,
Dil Ye Mera Tu Paathar Kar De,
Seh Na Payenge Hum Judai Unki,
Rubast Se Pehle Daafan Kar De.......

Love Sms- Pyaar Bhari Shayari

Kaash Aisa Ho Ki Tumko Tumhi Se Chura Lu,
Vaaqt Ko Rokkar Vaaqt Se Ek Din Chura Lu,
Tum Paas Ho To Raat Se Ek Raat Chura Lu,
Tum Saath Ho To Us Jaha Se Ek Jaha Chura Lu....

Love Sms- Mohabbat Bikti Hai

Mohabbat Bikti Hai Yaha Ishq Nilaam Hota Hai,
Bharose Ka Katal Yaha Khule Sam Hota Hai,
Zamane Se Thokar Mili To Chale Hum Maykhane Ki Aur,
Aur Vahi Zamana Hamein "SHARABI" Ka Naam Saare Aam Deta Hai......

Monday, January 12, 2009

Love Sms- Ishq Ki Pehchaan

Sirf Ishara Mein Hoti Mohabbat Agar,
To Un Alfazo Ko Khubsurti Kaun Deta?
Bas Pathar Bankar Reh Jata Tajmahal,
Usse Ishq Ki Pehchan Kaun Hota?

Love Sms- Naya Saal

Gulne Gulshan Se Gulfan Bheja Hai,
Sitarone Aasma Se Salam Bheja Hai,
Mubarak Ho Aapko Ye Naya Saal,
Tahe Dil Se Humne Ye Paigam Bheja Hai....

Love Sms- Pyar Par Bharosa

Hume Aapne Pyaar Par Vishwas Hai,
Aap Dur Hokar Bhi Hamare Paas Hai,
Kuch Der pehleMaut Bhi Aakar Chali Gayi,
Boli Tere Mohabbat Ki Dua Tere Saath Hai.....