Tuesday, December 30, 2008

Emotional shayari in hindi

Dil mein tumhare apni kami chhod jayenge,
Aankho mein aansuon ki nami chhod jayenge,
Yad rakhna mujhe dhoondhte firoge ek din,
Jab hum ye zindagi chhod jayenge

2 comments:

Unknown said...

Yun na dil se juda karna,
bane aashiyano ko na ruswa karna,
agar tu jee skti ho mere bin to,
mere marne ki dua karna,,,

Unknown said...

Yun dil se juda karna,
bane aashiyano ko na ruswa krna,
agar jee sakti ho mere bin to...
mere marne ki dua karna..